Once lallu was travelling by train
Usane TT ko subah rajkot aaye tab uthane ke liye kaha, aur kaha ki agar me na uthu to muje bahar platform pe fenk dena...
TT ne kaha thik hai
subah jab lallu utha to rajkot nikal chuka tha..
wo jor jor se TT ko galiya dene laga
Logo ne TTE se kaha ke wo apko galiyan de raha hai
aur app chup-chap sun rahe hai.!!
.
.
..
.
TTE - Main ye soch raha hun ki...
.
.
Subah jisko maine Zabardasti platform pe utar diya hai
Woh kitni galiyan de raha hoga...